Urdu Poetry Collection at Urdu Poetry/Shayari Forum

i Urdu Poetry


Funny Urdu Poetry| Sad Urdu Poetry| Urdu Shayari| Romantic Urdu Poetry| Urdu Love Poetry| Hindi Urdu Poetry


Love Urdu Poetry

Love Urdu Poetry

 

ajab aitabaar-ba-aitabaarii ke daramiyaan hai zindagii
main qariib huun kisii aur ke mujhe jaanataa koii aur hai
Is mai shamil hai meri bakht ki tariki bi
Thum siya rang jo pehno ghe tho yaad aonga
Ek Alif parho chutkara ai
Ek alifon dotan char hoi
Phir likh karor hazar hoi
Phir aothon bahajh shumar hoi
Ek alif dankta nyara ai
abhi to zid hay usay raastha badalnay ki
woh roye ga bhi bohut meri chahatoon kay liyee
na ganvaao naavak-e-niim-kash, dil-e-reza reza ganvaa diyaa
jo bache hain sang sameT lo, tan-e-daaG daaG luTaa diyaa
os pade bahaar par aag lage kanaar mein
tum jo nahin kanaar mein lutf hee kya bahaar mein
Nazar mein Dhal ke ubharate hain dil ke afasane
Ye aur baat hai duniyaa nazar na pahachane
Na-Jaany kon Sa Aansoo kiSsi Say kia Kah Day ~
Hum ISsi Khiyal Say Nazar Jhukaye Baithy Hain
aa ke tujh bin iskadar ai dost ghabraataa hoon main
jaise har shay mein kisee shay kee kamee paataa hoon main
Ek bas tu hee nahin mujhase Khafaa ho baitha
Main ne jo sang tarasha vo Khudaa ho baithaa

urdupoetry.com, hallagulla.com, urdumaza.com, urdupoint.com, besturdupoetry.com
urdupoet.net, shairy.com, poetryguru.com, shaairy.com, urdupoetry.org,