Arz Kiya Hai..
Kabootar Kay 2 Par
Wah Wah Wah
Kabootar Kay 2 Par
Bhaee Wah
Kabootar Kay 2 Par
Zara Si Tawajja Plzz
Ghor Farmaen..
Kabootar Kay 2 Par
:
:
1 Edhar 1 Udhar..
FAYYAZ or SHEHBAZ dekh rahe thay jahaz...
pecehe se guddi per chamat mar k bhag gaya FARAZ....!
FARAZ Kia Milan Ki Ab Justju Karain
Tabyat Zaida Kharab Ho To Doctor Se Ruju Karain........
Chalo FARAZ Ab Ishq Ka Maza Chahkain
Tamam Dawain Bacho Ki Puhanch SE Door Rahkay
kehte hain k ISHQ mai neend urh jati hai
kehte hian ISHQ mai neend urh jati hai
areey koi ham se bhi ISHQ KAR LE
kambakhat neend boHut aaati hai
khIrki Khuli Bal Khulay Dil nay smja DilDaar Nikla
Per Haye rey meri Phooti Kismat Ye to Nahaya Hova sardaar nikla
Rat ka waqt hai or masjid hai qareeb
uthiye jaldi se ke peghame amal laya hoon
ghar main hain filhal jitne bhi purane jote
aap bhi jake badal lain main badal aya hoon
Mohabbat mujhay un jawano se hai
Jo khatay peetay gharano se hain
Before marriage
Takdeer hai magar kismat nahi khulti
Taj mahal banana chahta hoon,
Likin Mumtaz nahi milti....
After marriage
Takdeer hai magar kismat nahi khulti
Taj mahal banana chahta hoon,
Likin Mumtaz nahi marti....
Chhup gaya badli mein jaake,
chaand bhi sharma gaya
Chhup gaya badli mein jaake,
chaand bhi sharma gaya
Bhoot ne jab tumko dekha,
bhoot bhi ghabra gaya !!!